Tumhe apna banane ka junoon Sar pe hai, kab se hai Mujhe aadat bana lo ik buri Kehna ye tumse hai Tumhe apna banane ka junoon Sar pe hai, kab se hai Sar pe hai, kab se hai Jism ke samandar mein Ik lehar jo thehari hai Usme thodi harqat hone do Shayari sunaati inn do nasheeli aankhon ko Mujhko paas aake padhne do Ishq ki khwahishon mein Bheeg lo baarishon mein Aao na... Tumhe paakar na khone ka junoon Sar pe hai, kab se hai Mujhe nazron mein rakh lo tum kahin Kehna ye tumse hai Tumhe apna banane ka junoon Sar pe hai, kab se hai Sar pe hai, kab se hai Hmm.. rokna nahi mujhko Zidd pe aa gayi hoon main Iss qadar deewanapan chadha Dekho na yahaan aake Mera haal kaisa hai Toot ke abhi tak na juda Ab sambhalna nahi hai Jo bhi hai wo sahi hai Aao na... Tumhe khud se milaane ka junoon Sar pe hai, kab se hai Mujhe rehne do apne paas hi Kehna ye tumse hai Tumhe apna banane ka junoon Sar pe hai, kab se hai Sar pe hai, kab se hai